Monday, July 2, 2018

Mann ki jawala ka acroess jada etna hua
Jal utti wo pani ki dharaa,  bhamak utti jawla hi jawla
Kisi ke bas me nahi ye rang mohabbat ka 
Jalte hue jawlamukhi bi bola, 
 ye pyar hua ye pyar hua................ 

Rote hua dil ne pucha jalwa ka farmann kese hua
Mann ki vadiyo me  dard ka assar essa hua 
Ye pyar hua ye pyar hua.................... 

Pardo me chupi wo kala jaisa tha 
Manzill thi par uska pata na tha 
Vyang karta dil puch raha ye kya hua 
Ye pyar hua, ye pyar hua

No comments:

Post a Comment

#tokentalks