Saturday, July 28, 2018

If you want wings of fire to fly, hit hard on flame of fire with precise accuracy.

Thursday, July 19, 2018

Din ho ya raat
Kahni h bas etni si baat
Pyar ke es samdhar me laga kar dupki
Dena h ess dard ko maat


Saturday, July 14, 2018

Etni entaha ho gyi mohabbat ki kese
Par waqt ne sifarish ki kuch esse
 dil dahal gya bewafayi ki uddano se 
Jab dil gaya ho tutt to dimaag farmann dega taala hota bina chabhi ke jaise



Thursday, July 12, 2018

Shayar ki shayari ka yuu mazak na banao jannab, 

Tinka ka bi agar aankho me chala jaye to unki jyoti le leta h

 ye to kafir ek shayar h shabdo ki jawala se khelne ki himaakat rakhta h 

Wednesday, July 11, 2018

Kitabbo ke panno me apna naam likhne ka shaok nahi h jannab, 
Bas kuch kitabbe likhne ki himaakat jarur rakhte h 

Monday, July 9, 2018

Khelo na ae logo dharm ki pratisthaa se 
Raakh kar degi ki bhoomi tumhe esse, bina koi farmann aye jaise
Jab matti sab ki ek h,  ek h lahuu sabka
Kessa fir ye antntra h jo tukade kar raha dharm ke esse
hogi jab angarro ki barrish esse, udd jayege log ye  aandhiyo me ek tinke  ke jaise...... 




Sunday, July 8, 2018

Raat ki chadni ya bhor ki wo pehli kiran ho 
Rakt bhale hi bhujjawo me  na ho
Rakshak hi h wo es desh ke 
Jo rang ke  apne lahu se likhte hindustan ho

Saturday, July 7, 2018


Rahste bhale hi bhare ho anndiyo se

Na ruke na dare us jawala ko paar kar

Maatti ko laga kar maathe par apne

Jal ki us dhara jaise, jo  bana le apna rashta ho

Tu chalta chal tu chalta chal
Pathar ko bi rhonnd kar  rahsta bana essa

Parwat bi darte ho takrane se jisse, us badhha ko tu paar kar

Jawala bann kar chal essa, arjun ke tiir jaisa

Bann ja kuch essa, andhero me ek dipak  jaisa

Jal ki us dhara jaise, jo bana le apna rashta ho

Tu chalta chal tu chalta chal













Aakrosh ki aandhiyo me bahh chala ye  desh mera 
Jaha suni ja rahi  kahaniya paap or attyacharo ki
Dukhi mann puch raha us ishwar se ki kessa niyay h tera
Sochne pe vyatiit hua niyay to insano me hota h,  ye to duniya h daitityo or rakhsaso ki 

  

Thursday, July 5, 2018

Kuch Laga viraam prachand sa essa
Jal bi bann gaya jawla se sholla, angaro ko hua chirrta jaisa
Uddh ke medaan me tayaar h chalne ko esse jannab 
Mohabbat ke vaar se jab angare  ban gaye shoole ,  ye to dil tha kafir vaar  par bi muskurake  ke bi pratikar na kare, uddh me gayal hue sannik jaisa






Wednesday, July 4, 2018


Mannchit ne surr lagaye makdam karte hue
Waqt ki najakat thi kuch esse
Agge bad chale Dard par viraam lagte hue
Takaat mohabbat ki thi hi janaab  jo kadam bade agge esse



Monday, July 2, 2018

Mann ki jawala ka acroess jada etna hua
Jal utti wo pani ki dharaa,  bhamak utti jawla hi jawla
Kisi ke bas me nahi ye rang mohabbat ka 
Jalte hue jawlamukhi bi bola, 
 ye pyar hua ye pyar hua................ 

Rote hua dil ne pucha jalwa ka farmann kese hua
Mann ki vadiyo me  dard ka assar essa hua 
Ye pyar hua ye pyar hua.................... 

Pardo me chupi wo kala jaisa tha 
Manzill thi par uska pata na tha 
Vyang karta dil puch raha ye kya hua 
Ye pyar hua, ye pyar hua

#tokentalks