Tuesday, June 26, 2018


Rahste bhale hi bhare ho anndiyo se

Na ruke na dare us jawala ko paar kar

Tu chalta chal tu chalta chal

Maatti ko laga kar maathe par apne

Jal ki us dhara jaise jo  bana le apna rashta ho

Tu chalta chal tu chalta chal



To be continued............... 







Monday, June 25, 2018

Vyang na karo essa 
Satranj ki chaal jaisa
Chal ute h karne kuch essa ab 
Kamaan se nikale tiir jaisa

Na daro en abhimano ki aandhi se 
Kar ke dikha do mahabharat ke arjun jaisa
dar ni chahiye lagna  kadam piche karne se
Aandhi me bi padta h chalna dulh ke bawandar jaisa 


Dil ne dil se kaha h 
Tere sang hi mera jaha h
Mil gaye h ham jab esse 
Tere sibha na kuch raha h
Kayanat se puchta raha hu 
Ye teri adalat kesi h 
Chahe lag jaye kayanat hame karne me  judda
Marr ke bi na ye judda hone wali ye kahani padmavati jaasii h

Two lines to express the feelings of indian army-

 Es Desh ki maatti  ka karj chukka kar hum jayege
Aee vatan  apne lahu se rang kar tuje  sajayege


Sunday, June 24, 2018

Desh bhakti

Oo re jagat janni ye  teri kesi maya
Apne anchal se deti humko chaya
Kaal ke kapal pe likh kar apne lahu se
Vante mattram gaan hamne gaaya.

Jai ma bharti

#tokentalks